What is Personal Finance?

Akhir Yeh Personal Finance hota kya hai ?

Aap apnai paisai ko kis tarekai se istaimal karte hai kaha invest karte ho kaha kharch kate ho taake ap financial free ho paaoo usse ko personal finance kahte hai.

Aaasaan bhasa mai ap apne paisai ko kis tarekai se manage karte ho wahi personal finance kahlata hai.

Why it is important ?

Mai apsai ek chiz puch naa chahta hu kya ishe taare saare zindagi job karte karte guzaar naa chahte ho jo ke apko bilkul pasaan nahi hai maagar apna aur apne family ka pait palnai ke liya karna parta hai.

Yeh fir aap apne family kai sath jab chaho tb ghar mai rah sako or vacation mai ja sakho ayesi zindagi chatai ho.

Decide karna apkai hath paar.

Aur ap aysa tabhi kar sakte ho jb ap apnai paisa ko samhaal na sikh jaaoo manage karna sikh jaao

Magaar akhir aysa karre toh karre kaisai?

Yeh bohot asan apko bus dicipline ki zarurat hai or unlogo se sikh nai ke zarurat hai jo already paisai ko samhaal naa sikh gayai hai or Apne paise ko use kar rahe hai or paisa kamane kai liyai.

Ap financial freedom jinhonai achieve kar liya hai unkai books aur courses le sakthai ho yah fir ap har week mairai site mai aasaktai ho kyu ke is he tarha mai har haftai ek blog post publish karu ga.

Aur ap ko sarre baate share karru ga jissai ap apnai financial journey mai kamiyab ho sako.

misterishaan
misterishaan
Articles: 47